Sawan Ka Mahina, Hai Khushiyan Charon Aur Lyrics Hindi Hinglish Meaning
Shiva Bhajans

Sawan Ka Mahina, Hai Khushiyan Charon Aur Lyrics Hindi Hinglish Meaning

image_pdfDownload PDF

Lyrics for “Saawan Ka Mahina, Hai Khushiyan Charon Aur”

सावन का महीना, है खुशियां चारों और Hindi Lyrics

सावन का महीना, है खुशियां चारों और
झूला झूले बाबा, प्रेमी जन खींचे डोर

प्रेमियों की टोली आई, शाम को झुलाने
नाच के रिझाने, इनको भजन सुनाने
झूम झूम के गाओ, मनाओ नंदकिशोर

छाई है बहार , आई रुत मस्तानी
सज धज के बैठा, देखो शीश का दानी
चली रे देखो पुरवाईया , बदरा बरसे चहुं और

प्रेम की गली में प्यारे, इनका ठिकाना
इतना समझ ले, मन का मीत है कान्हा
जुगल तेरी नैया का, खेवईया माखन चोर।

Saawan ka mahina, hai khushiyan charon aur Hinglish Lyrics

Saawan ka mahina, hai khushiyan chaaron aur, Jhoola jhoole Baba, premi jan kheenchhe door.

Premiyon ki toli aayi, shaam ko jhulaane, Naach ke rizhaane, inko bhajan sunaane, Jhoom jhoom ke gaao, manao Nandkishor.

Chhaayi hai bahaar, aayi rut mastani, Saj dhaj ke baitha, dekho sheesh ka daani, Chali re dekho purwaiyaa, badra barse chahun aur.

Prem ki gali mein pyaare, inka thikaana, Itna samajh le, man ka meet hai Kanha, Jugal teri naiyaa ka, khevaiyaa makhan chor.

Meaning in English

The bhajan celebrates the joyous and festive atmosphere of the Saawan month, emphasizing the happiness and vibrant spirit that fills the air. It depicts the scene of devotees enjoying the festivities, swinging in joy, and singing devotional songs to honor Lord Krishna, referred to as Nandkishor. The lyrics describe the beauty of the season, with lush surroundings and rain enhancing the mood. It highlights the significance of love and devotion for Krishna, portraying him as the beloved companion and guide of the soul, and reflects on the joy and bliss found in celebrating his presence.

Check Also

Sona Ro Ghadoliyo Ne Bhajan Lyrics in Hindi English

Sona Ro Ghadoliyo Ne Bhajan Lyrics in Hindi English

Sona Ro Ghadoliyo Ne Bhajan Lyrics in Hindi दोहा – दिन बिता घडियां बीती,और …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *


You cannot copy content of this page