Bhajan by LanguageBhajans Original with LyricsBhajans with Lyrics

jitna zaruri maan ka aanchal baccho ke man bhaaya hai lyrics Bhajan Lyrics

Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)

जितना जरुरी माँ का आँचल,

बच्चो के मन भाया है,

उतना जरुरी हम बच्चो के,

सर पे पिता का साया है।।

दुःख तकलीफ को घर के अंदर,

आने नहीं देता है जो,

जो भी है जैसा भी है वो,

अपने सर लेता है जो,

अपने बच्चो को खुश देख के,

सदा ही जो मुस्काया है,

उतना जरुरी हम बच्चो के,

सर पे पिता का साया है।।

पढ़ा लिखाकर हमको जीवन,

जीने के लायक है किया,

अँधेरे रस्तों पर संग संग,

चलते रहे है बनके दिया,

मुस्काते मुस्काते अपना,

हर एक फ़र्ज निभाया है,

उतना जरुरी हम बच्चो के,

सर पे पिता का साया है।।

मात पिता की सेवा भक्तों,

सौ तीरथ का फल देती,

सुख के फुल जो चुनना चाहो,

कर लो सेवा की खेती,

‘पंकज’ जिसने बात ये मानी,

उसने सब कुछ पाया है,

उतना जरुरी हम बच्चो के,

सर पे पिता का साया है।।

जितना जरुरी माँ का आँचल,

बच्चो के मन भाया है,

उतना जरुरी हम बच्चो के,

सर पे पिता का साया है।।

Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)

Jitna zaruri maan ka aanchal,

Bachcho ke man bhaya hai,

Uthna zaruri hum bachcho ke,

Sar pe pita ka saaya hai।।

Dukh takleef ko ghar ke andar,

Aane nahi deta hai jo,

Jo bhi hai jaisa bhi hai wo,

Apne sar leta hai jo,

Apne bachcho ko khush dekh ke,

Sada hi jo muskaaya hai,

Uthna zaruri hum bachcho ke,

Sar pe pita ka saaya hai।।

Padha likha kar humko jeevan,

Jeene ke laayak hai kiya,

Andhere raahton par sang sang,

Chalte rahe hain banke diya,

Muskaate muskaate apna,

Har ek farz nibhaaya hai,

Uthna zaruri hum bachcho ke,

Sar pe pita ka saaya hai।।

Maat pita ki seva bhakton,

Sau teerath ka phal deti,

Sukh ke phool jo chunna chaho,

Kar lo seva ki kheti,

‘Pankaj’ jisse baat ye maani,

Usne sab kuch paaya hai,

Uthna zaruri hum bachcho ke,

Sar pe pita ka saaya hai।।

Jitna zaruri maan ka aanchal,

Bachcho ke man bhaya hai,

Uthna zaruri hum bachcho ke,

Sar pe pita ka saaya hai।।

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Back to top button

Please Remove Ad Blocker

Please Remove Ad Blocker, To continue using this site.