ye santo ka prem nagar hai yahaan sambhal kar aana ji lyrics Bhajan Lyrics
Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)
यहाँ संभल कर आना जी,
ये प्यासों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी,
जो भी आए यहाँ किसी का,
हो जाये दीवाना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
ऐसा बरसे रंग यहाँ पर,
जनम जनम तक मन भीगे,
फागुण बिना चुनरिया भीगे,
सावन बिना भवन भीगे,
ऐसी बरखा होय यहाँ पर,
बचे ना कोई घराना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
यहाँ ना झगड़ा जात पात का,
और ना झंझट मजहब का,
एक सभी की प्यास यहां पर,
एक सभी का है प्याला,
यहां प्रभु से मिलना हो तो,
परदे सभी हटाना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
यहां द्वैत की सोई ना चुभती,
धुले बताशा पानी में,
ताज पहनकर संत घूमते,
सतगुरु की राजधानी में,
यहां नाव में नदिया डूबे,
सागर दीप समाना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
चार धाम का पुण्य मिले हैं,
इस दर शीश झुकाने में,
मजा है क्या वहाँ जीने में,
जो मजा यहाँ मर जाने में,
हाथ बांधकर मौत खड़ी है,
चाहे खुद मर जाना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
ये संतो का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी,
ये प्यासों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी,
जो भी आए यहाँ किसी का,
हो जाये दीवाना जी,
ये संतों का प्रेम नगर है,
यहाँ संभल कर आना जी।।
Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)
yahaan sambhal kar aana ji,
ye pyaason ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji,
jo bhi aaye yahaan kisi ka,
ho jaaye deewana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।।
aisa barse rang yahaan par,
janam janam tak man bhige,
phagun bina chunariya bhige,
sawan bina bhavan bhige,
aisi barkha hoye yahaan par,
bache na koi gharana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।।
yahaan na jhagadā jaat paat ka,
aur na jhantat majhab ka,
ek sabhi ki pyaas yahaan par,
ek sabhi ka hai pyala,
yahaan Prabhu se milna ho to,
parde sabhi hataana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।।
yahaan dvait ki soi na chubhti,
dhule batasha paani mein,
taj pehnkar sant ghoomte,
satguru ki rajdhani mein,
yahaan naav mein nadiya doobe,
sagar deep samaana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।।
chaar dhaam ka puny milte hain,
is dar sheesh jhukaane mein,
maza hai kya vahaan jeene mein,
jo maza yahaan mar jaane mein,
haath baandhkar maut khadi hai,
chahe khud mar jaana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।।
ye santo ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji,
ye pyaason ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji,
jo bhi aaye yahaan kisi ka,
ho jaaye deewana ji,
ye santon ka prem nagar hai,
yahaan sambhal kar aana ji।