Jhoola jhool rahe priya pyaari tij haryaali aayi hai Bhajan Lyrics
Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)
तीज हरियाली आयी है।
देखे – आया हरियाली तीज का त्यौहार।
हरी हरी लता झूम रही प्यारी,
छाए रही धरती पे न्यारी,
ऐसा मानो जैसे हरी सवारी,
हरे हरे वृक्षन पे,
ऋतू ये जौवन लाई है,
झुला झुल रहे प्रिय प्यारी,
तीज हरियाली आयी है।
श्यामा श्याम हिंडोला झूले,
अरस परस ते मन में फुले,
प्यारी बतियाँ कह कह भूले,
देखो देखो झूलन की ये,
ऋतू मन भायी है,
झुला झुल रहे प्रिय प्यारी,
तीज हरियाली आयी है।
डालन पे बैठे पंछीगण,
खेले चोंचन में ले चोंचन,
पीवे बरसा के झीने कण,
झूलन में ये रस बरसे,
काली घटा सुहाई है,
झुला झुल रहे प्रिय प्यारी,
तीज हरियाली आयी है।
झूला झूल रहे प्रिय प्यारी,
तीज हरियाली आयी है।
Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)
Teej hariyaali aayi hai.
Dekhe – aaya hariyaali teej ka tyohar.
Hari hari lata jhoom rahi pyaari,
Chhaaye rahi dharti pe nyaari,
Aisa maano jaise hari sawaari,
Hare hare vrikshan pe,
Ritu ye jovan laayi hai,
Jhula jhul rahe priya pyaari,
Teej hariyaali aayi hai.
Shyaama shyaam hindola jhule,
Aras paras te man mein phule,
Pyaari batiyaan keh keh bhule,
Dekho dekho jhulaan ki ye,
Ritu man bhaayi hai,
Jhula jhul rahe priya pyaari,
Teej hariyaali aayi hai.
Daalan pe baithe panchhigaan,
Khele chonchan mein le chonchan,
Peeye barsa ke jhine kan,
Jhoolan mein ye ras barse,
Kaali ghataa suhaayi hai,
Jhula jhul rahe priya pyaari,
Teej hariyaali aayi hai.
Jhula jhul rahe priya pyaari,
Teej hariyaali aayi hai.