Khaatu nagri se aaya hai mera Baba Shyam bhajan lyrics Bhajan Lyrics
Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)
करने भक्तों का उद्धार,
खाटू नगरी से आया है,
मेरा बाबा
श्याम,
हो के लीले पे सवार।
लीले पे बैठा बाबा,
भक्तो के खातिर,
याद करोगे दिल से,
पल भर में हाजिर,
मेरा सांवरिया सरकार,
करता सबका बेड़ा पार,
खाटू नगरी से आया हैं,
मेरा बाबा श्याम,
हो के लीले पे सवार।
ऐसी सुरतिया,
कहीं ना मिलेगी,
एक नज़र डालोगे,
नज़र ना हटेगी,
जिसने देख लिया एक बार,
उसको हो गया इससे प्यार,
खाटू नगरी से आया हैं,
मेरा बाबा श्याम,
हो के लीले पे सवार।
समझेगी दुनिया,
समय आ रहा है,
‘बनवारी’ जो कुछ भी,
समझा रहा है,
ये है कलयुग का अवतार,
इसकी लीला अपरम्पार,
खाटू नगरी से आया हैं,
मेरा बाबा श्याम,
हो के लीले पे सवार।
हो के लीले पे सवार,
करने भक्तों का उद्धार,
खाटू नगरी से आया है,
मेरा बाबा श्याम,
हो के लीले पे सवार।
Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)
Karne bhakton ka uddar,
Khaatu nagri se aaya hai,
Mera Baba Shyam,
Ho ke leele pe sawar.
Leele pe baitha Baba,
Bhakto ke khatir,
Yaad karoge dil se,
Pal bhar mein haazir,
Mera Sanwaria Sarkar,
Karta sabka beeda paar,
Khaatu nagri se aaya hain,
Mera Baba Shyam,
Ho ke leele pe sawar.
Aisi suratya,
Kahin na milegi,
Ek nazar daloge,
Nazar na hatengi,
Jisne dekh liya ek baar,
Usko ho gaya isse pyaar,
Khaatu nagri se aaya hain,
Mera Baba Shyam,
Ho ke leele pe sawar.
Samjhegi duniya,
Samay aa raha hai,
‘Banwari’ jo kuch bhi,
Samjha raha hai,
Ye hai Kalyug ka avtaar,
Iski leela aparmpar,
Khaatu nagri se aaya hain,
Mera Baba Shyam,
Ho ke leele pe sawar.
Ho ke leele pe sawar,
Karne bhakton ka uddar,
Khaatu nagri se aaya hai,
Mera Baba Shyam,
Ho ke leele pe sawar.